We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Ashraful Makhlooqat

from 600 Saal by E Sharp

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

lyrics

Is nafrat ki duniya mai hum ne dekhay hain
Najanay kitnay gham par ye aankhein hoi na abhi bhi num
Kyun kay ab toh dard nahi hota
In aankhon kay aagay najanay kitnay log mar gaye
Insan he toh hain hum jo insano se yoon dar gaye
Aur hum na hilay
Ab toh dard nahi hota, koi hamdard nahi hota
Koi hamdard nahi hota

(Chorus)
Phir se chalay hain kaat khanay ko
Doosron ka haq dabanay ko
Insaniyat ko duur bhaganay ko
Ashraf ul makhlooqat

Jo mitti ka ghar banaya paani mai beh gaya
Insaniyat ka qissa toh kahaniyon mai reh gaya
Aur doobay sabhi
Koi fikr nahi karta
Bus doosron ko kaat khanay ki fikr mai rehtay hain
Aur aanay wali naslon ko hum waqian ye kehtay hain
Kay "Chorho sab hi"
Koi fikr nahi karta
Dosti aur pyar ka koi zikr nahi karta

(Chorus)

credits

from 600 Saal, released May 11, 2017

license

all rights reserved

tags

about

E Sharp Karachi, Pakistan

contact / help

Contact E Sharp

Streaming and
Download help

Report this track or account

If you like E Sharp, you may also like: